SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिल-ए-बीमार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दिल-ए-बीमार"
Ghazal
kuchh aaj ilaaj-e-dil-e-biimaar to kar le.n
ai jaan-e-jahaa.n aa.o zaraa pyaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
iztiraab-e-dil-e-biimaar se Dar lagtaa hai
nabz kii sur.at-e-raftaar se Dar lagtaa hai
Azeem Hyderabadi
Sher
yuu.n tasallii de rahe hai.n ham dil-e-biimaar ko
jis tarah thaame ko.ii girtii hu.ii diivaar ko
Qateel Shifai
Ghazal
ik nazar me.n dard kho denaa dil-e-biimaar kaa
ye to adnaa saa karishma hai nigaah-e-yaar kaa
Ahsan Marahravi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "दिल-ए-बीमार"
Ghazal
sone detaa nahii.n shab bhar dil-e-biimaar mujhe
dard ne uTh ke pukaaraa hai ka.ii baar mujhe
Safdar Mirzapuri
Kulliyat
dost rakhtaa huu.n bahut apne dil-e-biimaar ko
KHuu.n kiyaa hai muddato.n is me.n Gam-e-bisyaar ko
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa puuchh rahe ho dil-e-biimaar kii baate.n
kambaKHt samajhtaa hii nahii.n pyaar kii baate.n
Ghamgeen Qureshi
Sher
unhe.n kyaa fikr ki puuchhe.n dil-e-biimaar kaa haal
be-niyaazaana vo andaaz-e-suKHan hai ki jo thaa
Hanif Fauq
Ghazal
kal se dil-e-biimaar kii haalat nahii.n achchhii
allaah kare KHair ho suurat nahii.n achchhii
Aashiq Husain Bazm Afandi
Non prevalent ghazals
دل بیمار از خود رفتہ تصویر نہالی ہے
کہ مژگاں ریشہ دار نیستان شیر قالی ہے
Mirza Ghalib
Ghazal
ab ilaaj-e-dil-e-biimaar-e-sahar ho ki na ho
zindagii saaya-e-gesuu me.n basar ho ki na ho
Iqbal Umar
Ghazal
dozaKH pe kyuu.n na ho dil-e-'biimaar' taana-zan
aatish se ishq kii hai pati.ngaa yahaa.n giraa
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
chalte hai.n kuu-e-yaar me.n hai vaqt-e-imtihaa.n
himmat na haarnaa dil-e-biimaar dekhnaa