SEARCH RESULTS
Showing search results for "नज़र-ए-होश-रुबा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नज़र-ए-होश-रुबा"
Ghazal
diivaana kiyaa saaqi-e-mahfil ne sabhii ko
ko.ii na bachaa us nazar-e-hosh-rubaa se
Hasrat Mohani
Ghazal
baab-e-tilism-e-hosh-rubaa mil gayaa mujhe
mai.n KHud ko Dhuu.nDtaa thaa KHudaa mil gayaa mujhe
Muzaffar Hanfi
Ghazal
jalva-e-hosh-rubaa ko.ii dikhaayaa jaa.e
'aalam-e-shauq ko diivaana banaayaa jaa.e
Charkh Chinioti
PAGE MATCHES FOR "नज़र-ए-होश-रुबा"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "नज़र-ए-होश-रुबा"
Ghazal
gar mere but-e-hosh-rubaa ko nahii.n dekhaa
us dekhne vaale ne KHudaa ko nahii.n dekhaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tilism-e-hosh-rubaa hai kamaal rakhtaa hai
badan se ishq na karnaa zavaal rakhtaa hai
Aarif Akhtar Naqvi
Ghazal
hai jo KHaamosh but-e-hosh-rubaa mere baad
gul khilaa.egaa ko.ii aur nayaa mere baad
Fazal Husain Sabir
Ghazal
jaam to jaam mai-e-hosh-rubaa bhii badlii
saath hii rindo.n ke piine kii adaa bhii badlii
Ajiz Matvi
Nazm
khanDar aaseb aur phul
ye bhii tilism-e-hosh-rubaa hai
zinda chalte-phirte ha.nste rote nafrat aur mohabbat karte insaa.n
Waheed Akhtar
Ghazal
daaruu-e-hosh-rubaa nargis-e-biimaar to ho
ab inaa.n-giir-KHirad gesuu-e-KHamdaar to ho
Akhtar Orenvi
Ghazal
jaan ye kah ke but-e-hosh-rubaa ne le lii
ko.ii puuchhe to ye kahnaa ki KHudaa ne le lii
Muztar Khairabadi
Ghazal
Shadan Indauri
Ghazal
ye tiir hosh-rubaa hai magar kamaan nahii.n
zamiin dhoke me.n rakkhegii aasmaan nahii.n
Aziz Akhtar
Sher
do hii din me.n ye sanam hosh-rubaa hote hai.n
kal ke tarshe hu.e but aaj KHudaa hote hai.n