SEARCH RESULTS
Showing search results for "ना-मुवाफ़िक़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ना-मुवाफ़िक़"
Sher
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Kulliyat
madad na itnii bhii kii baKHt-e-naa-muvaafiq ne
ki mudda.ii se use ek din la.Daa.ii ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
aib ai 'raushan' samajhte hai.n hunar ko.ii hunar
naa-muvaafiq hai zamaana ab kamaal achchhaa nahii.n
Inayatullah Raushan Badauni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ना-मुवाफ़िक़"
Ghazal
jo mu.aafiq thaa miraa vo naa-muvaafiq ban gayaa
kyaa zamaane me.n zaraa sii merii shohrat ho ga.ii
Adil Hera
Ghazal
Ehsan Darbhangavi
Sher
mauj-e-dariyaa se balaa kii chaahiye kashtii mujhe
ho jo bilkul naa-muvaafiq vo havaa paidaa karuu.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
naa-muvaafiq vaqt ne gheraa hame.n jis mo.D par
the vahaa.n ham-shakl sab naa-aashnaa kyaa aashnaa
Shadab Razi
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
rago.n me.n utrii hai jo shai vo naa-muvaafiq hai
ki saare jism me.n kaa.nTe se bo rahaa hai lahuu
Ali Akbar Abbas
Nazm
waris
magar is nafrat-e-maanuus kii takraar se us ne
durusht o naa-muvaafiq zindagii se sulh kar lii thii
Akbar Hyderabadi
Ghazal
dil hii me.n naala-e-shab-giir ulaT jaataa hai
naa-muvaafiq hai havaa tiir ulaT jaataa hai