SEARCH RESULTS
Showing search results for "नियाज़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नियाज़"
Ghazal
aaj tak nazro.n me.n hai vo sohbat-e-raaz-o-niyaaz
apnaa jaanaa yaad hai teraa bulaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "नियाज़"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "नियाज़"
Ghazal
arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil nahii.n rahaa
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ho be-niyaaz-e-asar bhii kabhii tirii miTTii
vo kiimiyaa hii sahii rah ga.ii kasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil ko niyaaz-e-hasrat-e-diidaar kar chuke
dekhaa to ham me.n taaqat-e-diidaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kaa maqaam-e-buland us kaa KHayaal-e-aziim
us kaa suruur us kaa shauq us kaa niyaaz us kaa naaz