SEARCH RESULTS
Showing search results for "पस्त-हौसला"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "पस्त-हौसला"
Ghazal
kahte hai.n roz-e-vasl jise past-hausla
be-qadr hai mirii shab-e-hijraa.n ke saamne
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
dekh le jo aalam us ke husn-e-baalaa-dast kaa
hausla itnaa kahaa.n apnii nigaah-e-past kaa
Nazeer Akbarabadi
MORE MATCHES FOR "पस्त-हौसला"
Ghazal
saazishe.n alaamat to past himmatii kii hai.n
saazishe.n jo karte hai.n hausla nahii.n rakhte
Anjum Azimabadi
Ghazal
zaKHm agar gul hai to phir us kaa samar bhii hogaa
hijr kii raat me.n poshiida qamar bhii hogaa
Javed Nadeem
Ghazal
bahr-e-alam me.n roz hai tuufaa.n kaa saamnaa
TuuTii hai naav past magar hausla nahii.n
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
naakaamiyo.n ke baad bhii hai hausla buland
past-himmatii kii baat na ham se sunii ga.ii
Riyazi Burhanpuri
Nazm
aazad-hind fauj
maidaa.n me.n maut bhii ho mujassam jo saamne
tere dilaavaro.n ke na ho.n past hausle
Tilok Chand Mahroom
Nazm
kachhwa aur KHargosh
ek kachhve ke aa ga.ii jii me.n
kiijiye sair o gasht KHushkii kii