SEARCH RESULTS
Showing search results for "वक़्त-ए-सहर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "वक़्त-ए-सहर"
Qita
hamesha vaqt-e-sahar jab qariib hotaa hai
havaa.e.n chaltii hai.n saaraa jahaan sotaa hai
Akhtar Ansari
Ghazal
tum vaqt-e-sahar rauzan-e-diivaar me.n dekho
laalii sii kahii.n sub.h ke aasaar me.n dekho
Qaisar Abbas
PAGE MATCHES FOR "वक़्त-ए-सहर"
MORE MATCHES FOR "वक़्त-ए-सहर"
Ghazal
vaqt-e-sahar ik aisii uThii raushnii ki bas
jis aa.nkh ne bhii dekhaa yuu.n chu.ndhiyaa ga.ii ki bas
Tahir Hanfi
Ghazal
ik murG-e-chaman vaqt-e-sahar bol rahaa hai
sayyaad kaa har raaz-e-nihaa.n khol rahaa hai
Jameel Azimabadi
Ghazal
kyaa vaqt-e-sahar hausla baaqii ho du.aa kaa
jab kar ke du.aa dekhte ho.n ruu-e-sahar ham
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
minnat-e-gosh nahii.n qaafila-e-vaqt-e-'sahar'
lamha lamha vo magar baa.ng-e-daraa maa.nge hai
Shamshad Shahar
Nazm
pachhtawa
ye dahr vo hai jidhar baad-e-KHush-gavaar-e-sahar
dariiche khol ke yaado.n ke aah bhartii hai
Shaista Sahar
Ghazal
shaffaaf aasmaa.n pe ba-vaqt-e-tuluu.a-e-shams
us mah-jabii.n ke nuur-e-numaayaa.n kaa aks hai
Waqar Sahar
Nazm
hisab-e-shab
siyaah raat hai aa.o lipaT ke so jaa.o
ufuq ke paar nigaar-e-sahar ko kyaa ma.aluum