SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिरकत-ए-ग़ैरे"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शिरकत-ए-ग़ैरे"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "शिरकत-ए-ग़ैरे"
Ghazal
duniyaa Garaz kii rah ga.ii ab is se kyaa Garaz
chaliye ki lutf-e-shirkat-e-mahfil nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
tuu merii shirkat-e-hastii kahii.n qubuul to kar
tamaam ranj mire sab masarrate.n terii
Khursheed Rizvi
Nazm
ek shaera ki shadi par
shirkat-e-Gair se begaana the naGme tere
ismat-e-huur kaa afsaana the naGme tere
Akhtar Shirani
Sher
shirkat-e-Gam bhii nahii.n chaahtii Gairat merii
Gair kii ho ke rahe yaa shab-e-furqat merii
Dagh Dehlvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tuKHm jis kaa tuu hamaarii kisht-e-jaa.n me.n bo ga.ii
shirkat-e-Gam se vo ulfat aur mohkam ho ga.ii
Allama Iqbal
Ghazal
kisii kii shirkat-e-aGyaar kab gavaaraa thii
KHudaa kaa shukr ko.ii dard-aashnaa na milaa
Nabiul Hasan Shamim
Nazm
wahi main hun wahi meri kahani hai
mire jazbo.n ke shaaKH-o-barg par
be-shirkat-e-Gair yahii mausam hai jis kii hukmaraanii hai
Moeen Nizami
Ghazal
pursish-e-Gam ke saath thii shirkat-e-Gam nigaah me.n
kitnaa malaal le ga.e kitnaa malaal de ga.e