SEARCH RESULTS
Showing search results for "शीशा-ए-मय-ए-ख़स"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शीशा-ए-मय-ए-ख़स"
Ghazal
agar suraahi-e-Guncha me.n ho na baada-e-surKH
to shiisha-e-mai-e-KHas sarv-e-juu.ii-baar se luu.n
Shah Naseer
Ghazal
qaa.em hai suruur-e-mai-e-gulfaam hamaaraa
kyaa Gam hai agar TuuT gayaa jaam hamaaraa
Kaleem Aajiz
Sher
zindagii naam isii mauj-e-mai-e-naab kaa hai
mai-kade se jo uThe daar-o-rasan tak pahu.nche
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
havaa-e-daur-e-mai-e-KHush-gavaar raah me.n hai
KHizaa.n chaman se hai jaatii bahaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
PAGE MATCHES FOR "शीशा-ए-मय-ए-ख़स"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "शीशा-ए-मय-ए-ख़स"
Nazm
paigham eid
apnii aa.nkho.n me.n KHamistaan-e-mai-e-naab liye
apne aariz pe bahaar-e-gul-e-shaadaab liye
Hafeez Banarasi
Sher
tishna-labii rahiin-e-mai-e-talKH hai to kyaa
shiiriini-e-hayaat kii lazzat kahaa.n se laa.e.n
Tabish Hamdoon Usmani
Ghazal
jab kabhii aayaa to zikr-e-mai-e-gulfaam aayaa
kufr aayaa tire rindo.n ko na islaam aayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
jaam-e-mai-e-alast se sarshaar ho ga.e
ya.anii rahiin-e-KHaana-e-KHammaar ho ga.e
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Sher
suraahii-e-mai-e-naab-o-safiina-haa-e-Gazal
ye harf-e-husn-e-muqaddar likhaa hai kis ke liye
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Ghazal
shigaaf-e-dil me.n bharaa marham-e-mai-e-a.nguur
kiyaa hai kyaa hii karaamat kaa kaam shiishe me.n
Mazaq Badayuni
Nazm
kaif-o-rang
ye mai ye fazaa.e.n ye junuu.n-rez nazaare
ai kaash mujhe ko.ii hasii.n lai me.n pukaare