SEARCH RESULTS
Showing search results for "शोला-ए-आतिश"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शोला-ए-आतिश"
Sher
gale lagaa ke kiyaa nazr-e-sho.ala-e-aatish
qafas se chhuuT ke phir aashiyaa.n mile na mile
Anand Narayan Mulla
MORE MATCHES FOR "शोला-ए-आतिश"
Ghazal
ai 'shola' kyaa tabii.at-e-naazuk pe zor duu.n
qadr-e-suKHan rahii na ko.ii qadr-daa.n rahaa
Shola Aligarhi
Ghazal
diye baGair tire baaG me.n gulo.n ne daaG
chubho.e nargis-e-shahlaa ne KHaar aa.nkho.n me.n
Shola Aligarhi
Ghazal
kyaa fikr hai ai 'shola' piyo baada-e-ra.ngii.n
Daalo bhii kahii.n bhaa.D me.n ye ranj-o-mehan ab
Shola Aligarhi
Ghazal
ai 'shola' kah do bulbul-e-KHuld-e-barii.n se ab
gul-dasta baa.ndh le mere ra.ngii.n kalaam kaa
Shola Aligarhi
Ghazal
'shola' ke baa'd KHatm hai iijaad-e-tarz-e-nau
kuchh lutf thaa suKHan kaa usii KHush-bayaa.n talak
Shola Aligarhi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vaaqif ho kyuu.n na shola-e-aatish se dil ke vo
rahtii hai baaGbaa.n ko KHabar phuul paat kii
Meer Hasan
Ghazal
kahtaa hai ko.ii barq ko.ii shola-e-aatish
ik dam tuu Thahar jaa.e to ik baat Thahar jaa.e
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
gale lagaa ke kiyaa nazr-e-sho.ala-e-aatish
qafas se chhuuT ke phir aashiyaa.n mile na mile