SEARCH RESULTS
Showing search results for "साया-फ़गन"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "साया-फ़गन"
Ghazal
hu.ii hai saaya-fagan sabr kii qabaa mujh par
chalaa.e tiir kaho aa ke hur milaa mujh par
Kazim Jarwali
Sher
tiraa karam hai jo saaya-fagan to kyaa Gam hai
hazaar baar mire sar se aasmaa.n guzre
Mubarak Mungeri
Ghazal
vo abr saaya-fagan thaa jo rahmato.n kii tarah
kise KHabar thii navaazegaa bijliyo.n kii tarah
Saif Ali
Ghazal
zulf-e-dauraa.n hai kahaa.n saaya-fagan mere ba.ad
muntazir der se hai.n daar-o-rasan mere ba.ad
Khwaja Shauq
Ghazal
yaadash-ba-KHair saaya-fagan ghar hii aur thaa
lauTaa musaafirat se to manzar hii aur thaa
Syed Mazhar Jameel
MORE MATCHES FOR "साया-फ़गन"
Ghazal
qaafila umr kaa paiham safar-aamaada sahii
shajar-e-saaya-fagan dekh ke thak jaataa hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
sun zaraa Gaur se sun ai shajar-e-saaya-fagan
jab tire saa.e me.n pahu.nchuu.n to samar bhii denaa
Shams Ramzi
Nazm
parwin-shakir
lipTii hu.ii KHaak kii hai KHushbuu
aur saaya-fagan sahaab-e-rahmat