SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुपुर्द-ए-सर-ए-बाज़ार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सुपुर्द-ए-सर-ए-बाज़ार"
Nazm
zamir
mai.n ne ismat ke sanam KHaano.n ko mismaar kiyaa
apnii bahno.n ko supurd-e-sar-e-baazaar kiyaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
haadisa ye sar-e-baazaar bhii ho saktaa hai
dil kisii roz giraftaar bhii ho saktaa hai
Sahar Indori
Sher
ye tamaashaa sar-e-baazaar nahii.n ho saktaa
har ko.ii meraa KHariidaar nahii.n ho saktaa
Masood Tanha
PAGE MATCHES FOR "सुपुर्द-ए-सर-ए-बाज़ार"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "सुपुर्द-ए-सर-ए-बाज़ार"
Ghazal
laa.e to naqd-e-jaa.n sar-e-baazaar kyaa kahe.n
har shaKHs hai usii kaa KHariidaar kyaa kahe.n
Shahid Ishqi
Ghazal
kaun aayaa sar-e-baazaar ko.ii kyaa jaane
kyo.n zuleKHaa hai KHariidaar ko.ii kyaa jaane
Nisar Dinajpuri
Sher
biktaa rahtaa sar-e-baazaar ka.ii qisto.n me.n
shukr hai mere KHudaa ne mujhe shohrat nahii.n dii
Ahmad Ashfaq
Ghazal
kal KHud mujhe rusvaa sar-e-baazaar karoge
tum sub.h se pahle miraa inkaar karoge
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
hai turfa tamaasha sar-e-baazaar-e-mohabbat
sar bechte phirte hai.n KHariidaar-e-mohabbat
Dagh Dehlvi
Ghazal
jabr ne jab mujhe rusvaa sar-e-baazaar kiyaa
sabr ne mere mujhe saahab-e-dastaar kiyaa
Jabbar Wasif
Ghazal
apnii KHudii ko tum sar-e-baazaar bech kar
zinda ho kaise daulat-e-kirdaar bech kar
Aalam Nizami
Ghazal
tirii anaa sar-e-baazaar chhiin lete hai.n
sinaa.n se ham tirii guftaar chhiin lete hai.n