SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुलैमानी"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सुलैमानी"
Nazm
kis se mohabbat hai
qadam par loTtii hai azmat-e-taaj-e-sulaimaanii
azal se mo'taqid hai mahfil-e-nuuraaniyaa.n us kii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ham faqiiro.n ko isii KHaak se nisbat hai bahut
ham na baiThe.nge tire taKHt-e-sulaimaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
kufr kuchh chaahiye islaam kii raunaq ke liye
husn zunnaar hai tasbiih-e-sulaimaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil kiye tasKHiir baKHshaa faiz-e-ruuhaanii mujhe
hubb-e-qaumii ho gayaa naqsh-e-sulaimaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
MORE MATCHES FOR "सुलैमानी"
Ghazal
chashm be-KHvaab hu.ii shahr kii viiraanii se
dil utartaa hii nahii.n taKHt-e-sulaimaanii se
Saleem Kausar
Ghazal
kaun saa shahr-e-sabaa fat.h kiyaa chaahtaa huu.n
log hairaa.n hai.n mire kaar-e-sulaimaanii par
Irfan Siddiqi
Kulliyat
kufr kuchh chaahiye islaam kii raunaq ke liye
husn zunnaar hai tasbiih-e-sulaimaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab sulaimaanii kise kahte hai.n batlaa de mujhe
ek 'aalam thaa tirii muTThii me.n meraa dil na thaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
jho.np.Dii apne liye taKHt-e-sulaimaanii hai
dard hai.n taKHt-nashii.n baiTh ke ro lete hai.n