Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Syed Sulaiman Nadvi's Photo'

Syed Sulaiman Nadvi

1884 - 1953 | Azamgarh, India

Syed Sulaiman Nadvi

Article 4

Quote 2

Hindustan ko agar Asia ke doosre mulkon ke saath ta'alluqaat bar-qaraar rakhne hain, to usko apni jis zabaan ke zariye un ta'alluqaat ka rishta mazboot karna hoga, wo Urdu hai.

  • Share this

Insaan jaanwaron ko to lagaam laga kar apna taabe'daar banaate hain lekin jab eik insaani qaum doosri insaani qaum ko apna taabe'daar banaati hai, to go uske munh mein lohe ki lagaam nahi lagaati taahum uske munh mein eik lagaam laga deti hai jiska naam bidesi zabaan hai. Insaan ke tamaam aamaal uske khayaalaat ke maa-tahat hain, khayaalaat ki rooh alfaaz ke jism mein jalwaa-gar hoti hai. Alfaaz zabaan ka doosra naam hai, isliye kisi doosri qaum ki zabaan ke ma'aani us qaum ka tamaddun tareekh, mazhab, jazbaat har cheez hain.

Naat 1

BOOKS 829

More Authors From "Azamgarh"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now