SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-सुख़न"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हम-सुख़न"
Ghazal
rahegaa saath kahaa.n tak ye dekhnaa hai mujhe
vo ham-suKHan to miraa ho gayaa hai raste me.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ye us ke qurb kii paadaash me.n 'suKHan' ham ko
nasiib hijr hu.aa hai azaab kii suurat
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
hame.n suud-o-ziyaa.n se kyaa 'suKHan' ham
na yaabinda na giirinda hu.e hai.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
kaun se ahd me.n kholii hai.n ye aa.nkhe.n ham ne
aib lagte hai.n 'suKHan' sab ke hunar kii suurat
Abdul Wahab Sukhan
PAGE MATCHES FOR "हम-सुख़न"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "हम-सुख़न"
MORE MATCHES FOR "हम-सुख़न"
Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
na ham-suKHan na ko.ii ham-gumaa.n kidhar jaa.e.n
bahut udaas hai.n jaan-e-jahaa.n kidhar jaa.e.n
Arslan Abbas
Ghazal
mujhe aziiz bahut thaa jo ham-suKHan meraa
usii ne phe.nk diyaa dhartii par gagan meraa
Ali Raza Baloch
Ghazal
ham suKHan-go ek din sab raa.egaa.n rah jaa.e.nge
bas hamaare harf hai.n jo jaavedaa.n rah jaa.e.nge
Rizwan Muqeem
Ghazal
vo kam-aamez mujh se ham-suKHan hone lagaa hai
ba-yak lahza ye dasht-e-dil chaman hone lagaa hai
Tabassum Anwar
Sher
ham apne aap se bhii ham-suKHan na hote the
ki saarii mushkile.n aasaan me.n pa.Dii hu.ii thii.n
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
mire ham-suKHan mire ham-navaa tirii KHair ho
tuu visaal-rut me.n judaa hu.aa tirii KHair ho