SEARCH RESULTS
Showing search results for "हर्फ़-ए-मुकर्रर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हर्फ़-ए-मुकर्रर"
Sher
tuu samajhtaa hai mujhe harf-e-mukarrar lekin
mai.n sahiifa huu.n tire dil pe utarne vaalaa
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
yaa-rab zamaana mujh ko miTaataa hai kis liye
lauh-e-jahaa.n pe harf-e-mukarrar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
thii na lazzat suKHan-e-avval me.n
zaa.iqa harf-e-mukarrar me.n na thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
tuu samajhtaa hai mujhe harf-e-mukarrar lekin
mai.n sahiifa huu.n tire dil pe utarne vaalaa
Midhat-ul-Akhtar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "हर्फ़-ए-मुकर्रर"
Ghazal
asr-e-haazir bhii lage harf-e-mukarrar 'jaazib'
apne hone ke liye taaza jahaa.n Dhuu.nDtaa huu.n
Shakeel Jazib
Ghazal
samajh ke harf-e-mukarrar jo lauh-e-hastii par
zamaana garche hai munkir miraa magar huu.n mai.n
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
diidaar kii hasrat hii hu.ii vaj.h-e-ta.assuf
qismat me.n mirii harf-e-mukarrar na hu.aa thaa
Shakir Khaliq
Ghazal
bas ek harf-e-muqarrar ke jurm me.n ham ne
zabaa.n pe vaar hazaaro.n sahe hai.n KHanjar ke
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
mai.n apne paaniyo.n pe ko.ii bulbula-sifat
lauh-e-jahaa.n pe harf-e-mukarrar bhii mai.n hii thaa
Ahmad Sageer
Ghazal
sochtaa huu.n to thakan aur bhii ba.Dh jaatii hai
phir mujhe izn-e-safar harf-e-mukarrar degaa
Qaisar Siddiqi
Ghazal
vaazeh nahii.n hai us pe abhii harf-e-mukarrar
kuchh aur miTaataa hai miTaa jaa.e hai kuchh aur
Kanti Mohan Soz
Sher
yaa-rab zamaana mujh ko miTaataa hai kis liye
lauh-e-jahaa.n pe harf-e-mukarrar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
baar-e-ilaah kar de ataa azm-e-haidarii
yaa phir samajh ke harf-e-mukarrar lapeT de