SEARCH RESULTS
Showing search results for "हर्ज़ा-सराई"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हर्ज़ा-सराई"
Ghazal
janaab-e-shaiKH kii harza-saraa.ii jaarii hai
udhar se zulm idhar se duhaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
harza-saraa.ii bain-e-suKHan aur ba.Dh ga.ii
sastaa hu.aa to qiimat-e-fan aur ba.Dh ga.ii
Junaid Akhtar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "हर्ज़ा-सराई"
Ghazal
bhuuk ugne lagii gandum kii jagah kheto.n me.n
haakim-e-vaqt tirii harza-saraa.ii na ga.ii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
ab saamne bantaa hai miraa aks tamaashaa
ye harza-saraa.ii pas-e-aa.iina nahii.n hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
guftuguu me.n kuchh na thaa harza-saraa.ii ke sivaa
log samjhe the agarche aadmii hai KHush-kalaam
Khizr Barni
Ghazal
aql kii harza-saraa.ii zehn kii aavaargii
mujh ko sab kuchh mil gayaa tujh se judaa hone ke baa'd
Kabir Ahmad Jaisi
Ghazal
kaisii musiibat hai ye gul ko KHamoshii kaa shauq
bulbul-e-betaab ko harza-saraa.ii kaa ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Hijab Abbasi
Ghazal
gum hadiis-e-nafs hai harza-saraa.ii me.n kahii.n
aur baam-e-hosh hai.n vahm-o-gumaa.n Thahre hu.e
Sarmad Sahbai
Ghazal
mujh se diivaane se ye tark-e-junuu.n kii baate.n
kam mile harza-saraa vaa.iz-e-naadaa.n jaise