SEARCH RESULTS
Showing search results for "हवस-ए-गर्मी-ए-बाज़ार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हवस-ए-गर्मी-ए-बाज़ार"
Ghazal
kab use shoKHii-e-raftaar liye phirtii hai
havas-e-garmii-e-baazaar liye phirtii hai
Shaghil Usmani
Nazm
dard-e-dil
shauq-e-shohrat havas-e-garmii-e-baazaar nahii.n
dil vo yuusuf hai jise fikr-e-KHariidaar nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
mujh ko dimaaG-e-garmii-e-baazaar hai kahaa.n
afsurdagii me.n lazzat-e-guftaar hai kahaa.n
Talib Chakwali
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
PAGE MATCHES FOR "हवस-ए-गर्मी-ए-बाज़ार"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "हवस-ए-गर्मी-ए-बाज़ार"
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
ghar se baahar na nikaltaa kabhii apne KHurshiid
havas-e-garmii-e-baazaar liye phirtii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ishq kii garmii-e-baazaar kahaa.n se laa.uu.n
yuusuf-e-dil kaa KHariidaar kahaa.n se laa.uu.n
Asar Lakhnavi
Kulliyat
us kii rahegii garmii-e-baazaar kab talak
vo bechtaa rahegaa KHariidaar kab talak
Meer Taqi Meer
Kulliyat
mujh zaar ne kyaa garmii-e-baazaar se paayaa
kibriit-namat jin ne liyaa mujh ko jalaayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
baazaar me.n bhii garmii-e-baazaar kyo.n nahii.n
dekhe.nge log aaj kaa aKHbaar kyo.n nahii.n
Irtiza Nishat
Ghazal
husn-e-baazaar to hai garmii-e-baazaar nahii.n
bechne vaale hai.n sab ko.ii KHariidaar nahii.n
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
girte hai.n log garmii-e-baazaar dekh kar
sarkaar dekh kar mirii sarkaar dekh kar