SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिन्द"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हिन्द"
Nazm
shikwa
jins-e-naayaab-e-mohabbat ko phir arzaa.n kar de
hind ke dair-nashiino.n ko musalmaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
jawed ke nam
uThaa na shiishagaraan-e-fara.ng ke ehsaa.n
sifaal-e-hind se miinaa o jaam paidaa kar
Allama Iqbal
Ghazal
tiin sau saal se hai.n hind ke mai-KHaane band
ab munaasib hai tiraa faiz ho aam ai saaqii
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "हिन्द"
MORE MATCHES FOR "हिन्द"
Nazm
jugnu
jo kuchh na hogii to hogii qariib chhiyaanve saal
chhi.Dii thii hind me.n jab pahlii ja.ng-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
hamla jab qaum-e-aaryaa ne kiyaa
aur bajaa un kaa hind me.n Da.nkaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
phir dayaar-e-hind ko aabaad karne ke liye
jhuum kar uTTho vatan aazaad karne ke liye
Altaf Mashhadi
Rubai
ye baat Galat ki daar-ul-islaam hai hind
ye jhuuT ki mulk-e-'lachhman'-o-'raam' hai hind