SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bbju"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".bbju"
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Sher
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".bbju"
Nazm
shikwa
shart insaaf hai ai saahib-e-altaaf-e-amiim
buu-e-gul phailtii kis tarah jo hotii na nasiim
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
misl-e-buu qaid hai Gunche me.n pareshaa.n ho jaa
raKHt-bar-dosh havaa-e-chamanistaa.n ho jaa
Allama Iqbal
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Nazm
itna malum hai!
mai.n yahaa.n huu.n magar us kuucha-e-ra.ng-o-buu me.n
roz kii tarah se vo aaj bhii aayaa hogaa
Parveen Shakir
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii