SEARCH RESULTS
Showing search results for ".betj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".betj"
Nazm
jawab-e-shikwa
baap kaa ilm na beTe ko agar azbar ho
phir pisar qaabil-e-miiraas-e-pidar kyuu.nkar ho
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".betj"
Sher
barbaad kar diyaa hame.n pardes ne magar
maa.n sab se kah rahii hai ki beTaa maze me.n hai
Munawwar Rana
Nazm
intisab
jis kii beTii ko Daaku uThaa le ga.e
haath bhar khet se ek a.ngusht paTvaar ne kaaT lii hai
Faiz Ahmad Faiz
Marsiya
beTii nisaar ho ga.ii yaa sayyad-ul-bashar
kyaa vaj.h hai jo aap hai.n is tarah nauha gar
Meer Anees
Ghazal
Nida Fazli
Nazm
chakle
yahaa.n piir bhii aa chuke hai.n javaa.n bhii
tanau-mand beTe bhii abbaa miyaa.n bhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
faisle lamhaat ke naslo.n pe bhaarii ho ga.e
baap haakim thaa magar beTe bhikaarii ho ga.e
Rahat Indori
Nazm
muflisi
yaa.n tak havaas us ke u.Daatii hai muflisii
muflis biyaah beTii kaa kartaa hai bol bol
