SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dans"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".dans"
PAGE MATCHES FOR ".dans"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".dans"
Ghazal
ye kis kaa tasavvur hai ye kis kaa fasaanaa hai
jo ashk hai aa.nkho.n me.n tasbiih kaa daanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHaalii ai chaaragaro ho.nge bahut marham-daa.n
par mire zaKHm nahii.n aise ki bhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
nishaan-e-raah dikhaate the jo sitaaro.n ko
taras ga.e hai.n kisii mard-e-raah-daa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n phuul huu.n to phuul ko gul-daan ho nasiib
mai.n aag huu.n to aag bujhaa denii chaahiye
Rahat Indori
Nazm
KHuda ka sawal
falak kaa tujhe shaamiyaana diyaa
zamii.n par tujhe aab-o-daana diyaa








