SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gsh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".gsh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".gsh"
Ghazal
tho.Dii sii ijaazat bhii ai bazm-gah-e-hastii
aa nikle hai.n dam-bhar ko ronaa hai rulaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jo bhii milaa usii kaa dil halqa-ba-gosh-e-yaar thaa
us ne to saare shahr ko kar ke Gulaam rakh diyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
dil kii gintii na yagaano.n me.n na begaano.n me.n
lekin us jalva-gah-e-naaz se uThtaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
gosh mahjuur-e-payaam o chashm-e-mahruum-e-jamaal
ek dil tis par ye naa-ummiid-vaarii haa.e haa.e


