SEARCH RESULTS
Showing search results for ".hjdi"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".hjdi"
Nazm
shikwa
manzil-e-dahr se uu.nTo.n ke hudii-KHvaan ga.e
apnii baGlo.n me.n dabaa.e hu.e qur.aan ga.e
Allama Iqbal
Ghazal
lailaa kaa naaqa dasht me.n taasiir-e-ishq se
sun kar fuGaan-e-qais bajaa-e-hudii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Nazm
aadmi-nama
shaitaa.n bhii aadmii hai jo kartaa hai makr-o-zor
aur haadii rahnumaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Sher
apne markaz kii taraf maa.il-e-parvaaz thaa husn
bhuultaa hii nahii.n aalam tirii a.ng.Daa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
paidaa vo baat kar ki tujhe ro.e.n duusre
ronaa KHud apne haal pe ye zaar zaar kyaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".hjdi"
Ghazal
shaayad apnaa bhii ko.ii bait hudii-KHvaa.n ban kar
saath jaa.egaa mire yaar jidhar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Qadir Nama
ustuKHvaa.n haDDii hai aur hai post khaal
sag hai kuttaa aur giida.D hai shaGaal
Mirza Ghalib
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
abhii tak naaz karte hai.n sab ahl-e-qaafila
apne hudii-KHvaano.n par aashufta-kalaamo.n par
Ahmad Faraz
Sher
zabaan dil kii haqiiqat ko kyaa bayaa.n kartii
kisii kaa haal kisii se kahaa nahii.n jaataa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
KHud chale aa.o yaa bulaa bhejo
raat akele basar nahii.n hotii