SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kdmo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".kdmo"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
sa.ii-e-paiham hai taraazu-e-kam-o-kaif-e-hayaat
terii miizaa.n hai shumaar-e-sahar-o-shaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii mausam ho magar shaan-e-KHam-o-pech vahii
raat kii tarah ko.ii zulf sa.nvaare nikle
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
chamo jaanaa
चमो जाना چَمو جانا
ٹھگ کا گرفتار ہو جانا .
BOOKS MATCHES FOR ".kdmo"
MORE MATCHES FOR ".kdmo"
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan kab se azaab-e-jaa.n hai
ab to ye zahr rag o pai me.n utar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
vaisaa chaman se saada nikaltaa nahii.n ko.ii
ra.ngiinii ek aur KHam-o-cham bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Nazm
hinDola
KHabar na burd ba-rustam kase ki sohraabam
na puuchh aalam-e-kaam-o-dahan nadiim mire
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wirsa
ye sadaa.o.n ke KHam-o-pech ye ra.ngo.n kii zabaa.n
chimniyo.n se ye nikaltaa hu.aa pur-pech dhu.aa.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai-kasho.n ko na kabhii fikr-e-kam-o-besh rahii
aise logo.n kii tabii'at bhii Ganii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai.n kisii jalve kii aa.nkhe.n mushtaaq
kuchh kam-o-besh ye Gaflat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
KHum-o-subuu kii zaruurat ke ham nahii.n qaa.il
sharaab mast nazar se pilaa.ii jaatii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
KHwab-e-sarab
band galiyo.n ke KHam-o-pech me.n chakraate rahe
apne hone kii tab-o-taab me.n lahraate rahe
Amjad Islam Amjad
Ghazal
qaa.ede kyaa hame.n ma.aluum nahii.n ulfat ke
be-kam-o-kaast magar un ko pa.Dhaa sakte nahii.n
