SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kdmo"
Ghazal MATCHES FOR ".kdmo"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
sa.ii-e-paiham hai taraazu-e-kam-o-kaif-e-hayaat
terii miizaa.n hai shumaar-e-sahar-o-shaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii mausam ho magar shaan-e-KHam-o-pech vahii
raat kii tarah ko.ii zulf sa.nvaare nikle
Parveen Shakir
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan kab se azaab-e-jaa.n hai
ab to ye zahr rag o pai me.n utar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
vaisaa chaman se saada nikaltaa nahii.n ko.ii
ra.ngiinii ek aur KHam-o-cham bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai-kasho.n ko na kabhii fikr-e-kam-o-besh rahii
aise logo.n kii tabii'at bhii Ganii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai.n kisii jalve kii aa.nkhe.n mushtaaq
kuchh kam-o-besh ye Gaflat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
KHum-o-subuu kii zaruurat ke ham nahii.n qaa.il
sharaab mast nazar se pilaa.ii jaatii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
qaa.ede kyaa hame.n ma.aluum nahii.n ulfat ke
be-kam-o-kaast magar un ko pa.Dhaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
'qatiil' kaam-o-dahan apnaa saath de.n ki na de.n
vafaa kaa zaa.iqa lekin shabaab jaisaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
talKHi-e-kaam-o-dahan kii aabyaarii ke liye
daavat-e-shiiraaz-e-abr-o-baad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
KHum-o-miinaa-o-subuu bazm me.n aate aate
apnii aa.nkho.n se ka.ii jaam pilaa dete hai.n
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
apnii naakaam umiido.n ke KHam-o-pech me.n gum
abr-e-kam-aab the ham rizq-e-samundar na hu.e
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Gam hote rahe dil me.n kam-o-besh va-lekin
besh aur tarah ke hu.e kam aur tarah ke
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
sa.nvaar shaana-e-fan se tuu zulf-e-qaus-e-quzah
tuu zindagii ke KHam-o-pech phir kamaan pe likh