SEARCH RESULTS
Showing search results for ".klt"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".klt"
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Sher
Garaz ki kaaT diye zindagii ke din ai dost
vo terii yaad me.n ho.n yaa tujhe bhulaane me.n
Firaq Gorakhpuri
PAGE MATCHES FOR ".klt"
MORE MATCHES FOR ".klt"
Ghazal
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekin
mai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Sher
Allama Iqbal
Ghazal
KHayaal hai KHaandaan ko ittilaa.a de duu.n
jo kaT gayaa us shajar kaa shajara nikaalnaa hai
Umair Najmi
Nazm
muhasara
mai.n kaT giruu.n ki salaamat rahuu.n yaqii.n hai mujhe
ki ye hisaar-e-sitam ko.ii to giraa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tanhaa na kaT sake.nge javaanii ke raaste
pesh aa.egii kisii kii zaruurat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Sher
ik umr kaT ga.ii hai tire intizaar me.n
aise bhii hai.n ki kaT na sakii jin se ek raat