SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kurv"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".kurv"
MORE MATCHES FOR ".kurv"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
arsh par aaj utartii hai zamiino.n kii vahii
kurra-e-KHaak sitaaro.n se munavvar niklaa
Waheed Akhtar
Ghazal
mast o begaana guzar jaa kura-e-KHaakii se
ye to hai rahguzar-e-sail-e-KHayaalaat ai 'josh'
Josh Malihabadi
Ghazal
ajnabii soch ke aanaa mirii miTTii kii taraf
kurra-e-arz kaa har mulk filistiin nahii.n
Ali Shiran
Ghazal
palaT ke aa.ii jo Gaflat ke us kurre se nigah
to silvaTo.n me.n pa.Daa thaa mirii thakaan kaa bojh
Rafi Raza
Ghazal
vo merii zaat ke partav se maahtaab hu.aa
vagarna kurra-e-be-nuur kis shumaar me.n thaa
Ehtisham Akhtar
Nazm
harf-e-aKHir
hatheliyo.n pe liye aaftaab aur mahtaab
baGal me.n kurra-e-arz-e-hasii.n dabaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
sar-e-tur
hai.n azal se zamii.n ke kure par amiir
ho ke mahduud ham be-karaa.n ho ga.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
maut ka git
aa.ndhiyo aa.o jahannam kii havaa.o aa.o
aa.o ye kurra-e-naapaak bhasam kar Daale.n