SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dhake"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Dhake"
Ghazal
dhakke diye hai.n dhuup ne saa.e gale pa.De
tum saath jab nahii.n the to raste gale pa.De
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
un ke andar pak rahaa hai vaqt kaa aatish-fishaa.n
jin pahaa.Do.n ko Dhake hai.n barf jaisii aurte.n
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "Dhake"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Dhake"
Ghazal
'shakeb' jis ko shikaayat hai khul ke baat kare
Dhake-chhupe se ishaare mujhe qubuul nahii.n
Shakeb Jalali
Ghazal
pe.D kii shaaKH se jha.Dne kii sazaa detii hai
dhakke suukhe hu.e patto.n ko havaa detii hai
Nisar Ahmad Nisar
Nazm
kohre ka khet
kohre me.n thaa Dhake hu.e baaGo.n kaa ye samaa.n
jis tarah zer-e-aab jhalaktii ho.n bastiyaa.n
Kaifi Azmi
Ghazal
sa.ng-baarii yuu.n to ham par bhii hu.ii
ham Dhake haatho.n se sar chalte rahe
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
nikalvaayaa mujhe mahfil se dhakke de ke zaalim ne
nazar aaya hai barso.n baad ye aalii maqaam apnaa
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
tumhaarii ziist me.n 'shaakir' kamii rahegii sadaa
kabhii bides ke dhakke kabhii nihaal ke dukh
M. Usman Shakir
Nazm
kala
aur gorii bachchii ko puure zor se dhakkaa de kar
kaalii gaa.Dii ke dhakke ko KHud par jhelaa
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
Dhake chhupe kaa qaa.el na to mai.n na vo
ham ne ik-duuje par KHud ko khol diyaa hai
Shamim Abbas
Ghazal
terii qismat jo ravaa.n zindagii haasil hai tujhe
tuu nahii.n jaantaa dhakke se chalaanaa kyaa hai
Faysal sahib
Ghazal
sah lete hai.n daanista bhii haalaat ke dhakke
lekin shah-e-jaabir kii safaarat nahii.n karte
