SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dher"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Dher"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Munawwar Rana
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Dher"
Nazm
masjid-e-qurtuba
vaadi-e-koh-saar me.n Garq-e-shafaq hai sahaab
laal-e-badaKHshaa.n ke Dher chho.D gayaa aaftaab
Allama Iqbal
Sher
hame.n har vaqt ye ehsaas daaman-giir rahtaa hai
pa.De hai.n Dher saare kaam aur mohlat zaraa sii hai
Khurshid Talab
Ghazal
ye jo hai KHaak kaa ik Dher badan hai meraa
vo jo u.Dtii hu.ii phirtii hai qabaa merii hai
Farhat Ehsas
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
Dher se saa.e paka.Dne ke liye bhaagte hai.n
tum ne saahil pe kha.De girje kii diivaar se lag kar
Gulzar
Nazm
bahut dinon baad
ki mere andar kii raakh ke Dher par abhii tak
tire zamaane likhe hu.e hai.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
zamaa.n makaa.n the mire saamne bikharte hu.e
mai.n Dher ho gayaa tuul-e-safar se Darte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
tum hi kaho kya karna hai
aisaa na hu.aa ki rog apne
kuchh itne Dher puraane the