SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dubo.egii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Dubo.egii"
Ghazal
Dubo.egii mujhe ye chashm-e-tar mohabbat me.n
KHaraab kaam miraa iztiraab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Sher
jo Dubo.egii na pahu.nchaa.egii saahil pe hame.n
ab vahii mauj samundar se ubharne ko hai
Yasmeen Hameed
Ghazal
jo Dubo.egii na pahu.nchaa.egii saahil pe hame.n
ab vahii mauj samundar se ubharne ko hai
Yasmeen Hameed
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Dubo.egii"
Ghazal
suluuk-e-dost kaa shikva nahii.n magar kab tak
hame.n Dubo.egii ye saadgii nahii.n maaluum
Shaghil Adeeb
Nazm
bewa aur barsat
dekhtii hai suu-e-falak haa.e taras taras ke aa.nkh
aur mujhe Dubo.egii aaj baras baras ke aa.nkh
Saqib Kanpuri
Ghazal
buzurg kahte the ik vaqt aa.egaa jis din
jahaa.n pe Duubegaa suuraj vahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Nazm
jab teri samundar aankhon mein
jab terii samundar aa.nkho.n me.n
is shaam kaa suuraj Duubegaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye dil bhii to Duubegaa samundar me.n kisii ke
ham bhii to likhe ho.nge muqaddar me.n kisii ke
Ashfaq Husain
Sher
kaun Duubegaa kise paar utarnaa hai 'zafar'
faisla vaqt ke dariyaa me.n utar kar hogaa