SEARCH RESULTS
Showing search results for "Duubtii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Duubtii"
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
buud-o-nabuud kii tamiiz ek azaab thii ki thii
ya.anii tamaam zindagii dhu.nd me.n Duubtii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ik Duubtii dha.Dkan kii sadaa log na sun le.n
kuchh der ko bajne do ye shahnaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Duubtii"
Ghazal
Duubtii naav me.n sab chiiKH rahe hai.n 'taabish'
aur mujhe fikr Gazal merii mukammal ho jaa.e
Abbas Tabish
Nazm
jugnu
ufuq pe Duubte din kii jhapaktii hai.n aa.nkhe.n
KHamosh soz-e-daruu.n se sulag rahii hai ye shaam!
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Zeb Ghauri
Sher
Zeb Ghauri
Ghazal
banaa rahii thii ajab chitr Duubtii hu.ii shaam
lahuu kahii.n kahii.n shaamil miraa bhii honaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Duubtii nabz kahii.n kaa nahii.n chho.Degii mujhe
dard le Duubegaa vahshat mujhe le Duubegii
Javed Saba
Ghazal
jo Duubtii jaatii hai vo kashtii bhii hai merii
jo TuuTtaa jaataa hai vo paimaa.n bhii miraa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
dekhe.n bach jaatii hai yaa Duubtii hai kashti-e-shauq
saahil-e-fikr pe ik hashr bapaa ho jaise