SEARCH RESULTS
Showing search results for "Duubtii"
Ghazal MATCHES FOR "Duubtii"
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
buud-o-nabuud kii tamiiz ek azaab thii ki thii
ya.anii tamaam zindagii dhu.nd me.n Duubtii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ik Duubtii dha.Dkan kii sadaa log na sun le.n
kuchh der ko bajne do ye shahnaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
shauq kii ek umr me.n kaise badal sakegaa dil
nabz-e-junuun hii to thii shahr me.n Duubtii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Duubtii naav me.n sab chiiKH rahe hai.n 'taabish'
aur mujhe fikr Gazal merii mukammal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
banaa rahii thii ajab chitr Duubtii hu.ii shaam
lahuu kahii.n kahii.n shaamil miraa bhii honaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Duubtii nabz kahii.n kaa nahii.n chho.Degii mujhe
dard le Duubegaa vahshat mujhe le Duubegii
Javed Saba
Ghazal
jo Duubtii jaatii hai vo kashtii bhii hai merii
jo TuuTtaa jaataa hai vo paimaa.n bhii miraa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
dekhe.n bach jaatii hai yaa Duubtii hai kashti-e-shauq
saahil-e-fikr pe ik hashr bapaa ho jaise
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
sahar ke Duubte taaro gavaah rahnaa tum
ki mai.n ne aaKHirii saa.nso.n tak intizaar kiyaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ham apnii Duubtii qadro.n ke saath Duub ga.e
milegii ab to kitaabo.n me.n bas hamaarii misaal
Haneef Kaifi
Ghazal
tasavvur Thokare.n khaate hu.e qadmo.n se uljhegaa
ubhartii Duubtii manzil ke raste yaad aa.e.nge
Sardar Saleem
Ghazal
'sham.a' itnaa to kabhii us kii samajh me.n aa.e
Duubtii kashtii kaa saahil se taqaaza kyaa hai