SEARCH RESULTS
Showing search results for "Galatii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Galatii"
Sher
ham ko aksar ye KHayaal aataa hai us ko dekh kar
ye sitaara kaise Galatii se zamii.n par rah gayaa
imtiyaz Khan
Ghazal
jo asl baat hai us ko chhupaane kii KHaatir
kabhii kabhii Galatii maan jaayaa karte hai.n
Jamal Ehsani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Galatii"
Ghazal
kyaa puuchhe hai bar-KHud Galatii-haa-e-aziizaa.n
KHvaarii ko bhii ik aar hai a.aalii-nasabo.n se
Mirza Ghalib
Ghazal
ham kuchh to bad the jab na kiyaa yaar ne pasand
ai hasrat is qadar Galatii intiKHaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
mujh ko pahchaan tuu ai vaqt mai.n vo huu.n jo faqat
ek Galatii ke liye arsh-e-barii.n se niklaa
Azlan shah
Ghazal
vo Galatii jo kabhii kii hii nahii.n hai
usii Galatii pe mai.n pachhtaa rahaa huu.n
Aks samastipuri
Ghazal
nazar ke haarte hii dil bhii haaraa
mirii ik din me.n Galatii duusrii hai