SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHush-ravii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHush-ravii"
Ghazal
malaal ye hai ki aaKHir bichha.D gayaa mujh se
vo ham-safar jo mirii KHush-ravii se KHush na hu.aa
Raoof Khair
Ghazal
Razi Abuzar
Ghazal
duniyaa me.n Gam rahaa na ba-zaahir KHushii rahii
jis vaqt tak jiye KHalish-e-zindagii rahii
Sajid Rizwi
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHush-ravii"
Ghazal
Ajmal Siddiqui
Ghazal
ta.Dpaane lagii ab to unhe.n merii kamii bhii
is baat kaa afsos bhii hai mujh ko KHushii bhii
Saifi Amrohwi
Ghazal
'ishq jab maa.nge hai bas saada-dilii maa.nge hai
husn be-saaKHta aashufta-sarii maa.nge hai
Naeem Sahil
Ghazal
aa.nkh se sho.ala nikle KHuun pasiine me.n
KHush ho miyaa.n chi.ngaarii daaG ke siine me.n
Arsalan Rathor
Ghazal
duniyaa se saadgii kaa chalan kaun le gayaa
hairat to hai KHuluus-e-suKHan kaun le gayaa
Anwar panipati
Ghazal
mere haalaat kaa har ek sabab jaantaa hai
KHaaliq-e-ziist hai vo naam-o-nasab jaantaa hai
Ravi shukl
Ghazal
kis takalluf se hame.n zer-e-amaa.n rakkhaa gayaa
aahanii pi.njre me.n apnaa aashiyaa.n rakkhaa gayaa
Yusuf Hasan
Ghazal
nik.hat-e-ishq se vaabasta hai.n gesuu tere
ham kahaa.n jaa.e.n bataa chho.D ke pahluu tere
Ravi shukl
Ghazal
johlaa-e-bad-zabaan bane.n rahbaraan-e-qaum
ulamaa-e-KHush-kalaam ko bas gum-rahii mile
Yaqoob Rahi
Ghazal
Khaavar Jilani
Ghazal
sunaa hai jab se KHudaa kaa kalaam raahat hai
har ek dars kaa mauzuu'-e-aam raahat hai
Khwaja Ali Husain
Ghazal
du.aa salaam sar-e-rahguzaar kar lenaa
magar har ek pe mat e.atibaar kar lenaa
