SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuugar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHuugar"
Nazm
shikwa
ai KHudaa shikva-e-arbaab-e-vafaa bhii sun le
KHuugar-e-hamd se tho.Daa saa gila bhii sun le
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "KHuugar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHuugar"
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
sochtaa huu.n ki abhii ranj se aazaad hai vo
vaaqif-e-dard nahii.n KHuugar-e-aalaam nahii.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Qita
nahii.n maqaam kii KHuugar tabii.at-e-aazaad
havaa-e-sair misaal-e-nasiim paidaa kar
Allama Iqbal
Ghazal
dil ho gayaa hai KHuugar-e-bedaad 'ishq me.n
un kii vafaa bhii raas na aa.e to kyaa karuu.n
Shamim Jaipuri
Nazm
fasle
itnii be-ra.ng hai.n ab rang kii KHuugar aa.nkhe.n
jaise is shahr-e-tamannaa se ko.ii rabt na thaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sitam se kiyaa tuu ne ham ko jo KHuugar
karam se tire ham sitam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Sher
pahlii sii lazzate.n nahii.n ab dard-e-ishq me.n
kyuu.n dil ko mai.n ne zulm kaa KHuugar banaa diyaa
Sehr Ishqabadi
Ghazal
KHuugar-e-ranj-o-balaa hashr ke din kyaa KHush ho.n
ki vo maal aaj hu.aa hai shab-e-tanhaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye turfa sitam hai ki sitam bhii hai karam bhii
ab KHuugar-e-aazaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Ghazal
haa.e vo paikar-e-havas haa.e vo KHuugar-e-qafas
bech ke jis ne aashiyaa.n halqa-e-daam le liyaa










