SEARCH RESULTS
Showing search results for "Taa.nkaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Taa.nkaa"
Ghazal
phir miraa jism mirii jaa.n se judaa hai dekho
tum ne Taa.nkaa jo lagaayaa thaa vo kachchaa hogaa
Farhat Ehsas
Ghazal
merii ik shirt me.n kal us ne baTan Taa.nkaa thaa
shahr ke shor me.n chuu.Dii kii khanak aaj bhii hai
Tanveer Ghazi
Nazm
ek bar jo kho jae wo waqt nahin milta
mauqe kaa bas ik Taa.nkaa to Taa.nke bachaataa hai
udh.De hu.e daaman ko phaTne se bachaataa hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
bas itnii baat thii ki ayaadat ko aa.e log
dil ke har ek zaKHm kaa Taa.nkaa udha.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Taa.nkaa"
Sher
badlaa hu.aa hai aaj mire aa.nsuu.o kaa ra.ng
kyaa dil ke zaKHm kaa ko.ii Taa.nkaa udha.D gayaa
Unknown
Ghazal
aa.nkho.n me.n diidaar kaa kaajal Daalaa thaa
aa.nchal pe ummiid kaa taara Taa.nkaa thaa
Zehra Nigaah
Nazm
nostalgia
jeb me.n ab tak pa.Daa hu.aa hai
tuu ne aaKHirii baar baTan Taa.nkaa thaa is me.n
Ali Imran
Ghazal
har roz ko.ii Taa.nkaa udha.D jaataa hai phir se
ham vaqt kii sozan se ka.ii baar sile hai.n
Fakhr Zaman
Ghazal
muddat se nazar-doKHta rahte hai.n giraftaar
gesuu kii bhii zanjiir me.n Taa.nkaa nazar aayaa






