SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-zamzam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aab-e-zamzam"
Sher
hai musalmaa.n ko hamesha aab-e-zamzam kii talaash
aur har ik barhaman ga.ng-o-jaman me.n mast hai
Bahram ji
Ghazal
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
jalva-e-husn-e-jahaa.n-taab ke partav kii qasam
phir haqiiqat se badal tuur ke afsaane ko
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
shikva hai kisii se na shikaayat na gila hai
ye ziist mire jurm-e-mohabbat kii sazaa hai
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
aarzuu kab ko.ii mohtaaj-e-bayaa.n hotii hai
KHaamushii KHud hii mohabbat kii zabaa.n hotii hai
Sufi Ayyub Zamzam
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aab-e-zamzam"
Ghazal
bazm-e-taKHayyulaat me.n maatam hai in dino.n
be-kaif-o-be-suruur saa 'aalam hai in dino.n
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
ziist aaGaaz se itmaam-e-safar hone tak
ik mu.amma hii rahii umr basar hone tak
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
zindagii hai to vo hangaam bhii aa jaa.egaa
un ke ho.nTo.n pe miraa naam bhii aa jaa.egaa
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
gul-o-laala to hai.n ai baaGbaa.n KHaamosh tasviire.n
chaman bedaar hotaa hai faqat shor-e-anaadil se
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
phir us ke aariz-o-ruKH par fidaa hone kaa vaqt aaya
vafaa-naa-aashnaa se aashnaa hone kaa vaqt aaya
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
suud-o-ziyaa.n kii fikr se begaana ban ke jii
jiine kii aarzuu hai to diivaana ban ke jii
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
be-vaj.h ye ha.ngaam-e-bahaaraa.n to nahii.n hai
kuchh saazish-e-arbaab-e-gulistaa.n to nahii.n hai