SEARCH RESULTS
Showing search results for "aafaaqii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aafaaqii"
Sher
chalaa thaa mai.n to samundar kii tishnagii le kar
milaa ye kaisaa saraabo.n kaa silsila mujh ko
Urfi Aafaqi
Ghazal
na chiinii o arabii vo na ruumii o shaamii
samaa sakaa na do aalam me.n mard-e-aafaaqii
Allama Iqbal
Ghazal
dilo.n me.n valvale aafaaq-giirii ke nahii.n uThte
nigaaho.n me.n agar paidaa na ho andaaz-e-aafaaqii
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aafaaqii"
Sher
vo aa.e jaataa hai kab se par aa nahii.n jaataa
vahii sadaa-e-qadam kaa hai silsila ki jo thaa
Urfi Aafaqi
Ghazal
Urfi Aafaqi
Ghazal
ghar hai tiraa tuu shauq se aane ke liye aa
lekin mai.n ye chaahuu.ngaa na jaane ke liye aa
Ramz Afaqi
Ghazal
sabaa se aatii hai kuchh bu-e-aashnaa mujh ko
bulaa rahaa hai mire KHuu.n kaa zaa.iqa mujh ko
Urfi Aafaqi
Ghazal
kahte ho kuchh kahuu.n to Galat sar-basar Galat
kyo.n kar bane kaho jo har ik baat par Galat
Urfi Aafaqi
Ghazal
aadaab zindagii se bahut duur ho gayaa
shohrat zaraa milii to vo maGruur ho gayaa
Shahood Alam Aafaqi
Ghazal
Paigham Aafaqi
Ghazal
jiine ke Dhab jab aa.e to marnaa pa.Daa mujhe
kis Gam se ram kiyaa ki Thaharnaa pa.Daa mujhe
Urfi Aafaqi
Ghazal
Zafar Hameedi
Ghazal
phir kyaa jo phuuT phuuT ke KHalvat me.n ro.iye
yaksar jahaan hii ko na jab tak Dubo.iye
Urfi Aafaqi
Ghazal
ravaa.n davaa.n suu-e-manzil hai qaafila ki jo thaa
vahii hanuuz hai yak-dasht faasla ki jo thaa
Urfi Aafaqi
Ghazal
barsaat kaa udhar hai dimaaG aasmaan par
chhappar idhar nahii.n hai hamaare makaan par














