SEARCH RESULTS
Showing search results for "aagah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aagah"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.n
saamaan sau baras kaa hai pal kii KHabar nahii.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.n
saamaan sau baras kaa hai pal kii KHabar nahii.n
Hairat Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aagah"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm o hikmat rahzan-e-saamaan-e-ashk-o-aah hai
ya.anii ik almaas kaa Tuk.Daa dil-e-aagaah hai
Allama Iqbal
Ghazal
aagaah huu.n mai.n manzil-e-maqsuud se magar
kis samt jaa rahaa huu.n mujhe kuchh nahii.n pataa
Jahangeer nayab
Nazm
zohd aur rindi
rindii se bhii aagaah sharii.at se bhii vaaqif
puuchho jo tasavvuf kii to mansuur kaa saanii
Allama Iqbal
Ghazal
vaa.iz nahii.n kaifiyyat-e-mai-KHaana se aagaah
yak jur.a badal varna ye mindiil dhar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
hadiis-e-dil kisii darvesh-e-be-galiim se puuchh
KHudaa kare tujhe tere maqaam se aagaah
Allama Iqbal
Ghazal
aagah to rahiye us kii tarz-e-rah-o-ravish se
aane me.n us ke lekin kis ko KHabar rahe hai