SEARCH RESULTS
Showing search results for "aagah"
Ghazal MATCHES FOR "aagah"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.n
saamaan sau baras kaa hai pal kii KHabar nahii.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
aagaah huu.n mai.n manzil-e-maqsuud se magar
kis samt jaa rahaa huu.n mujhe kuchh nahii.n pataa
Jahangeer nayab
Ghazal
vaa.iz nahii.n kaifiyyat-e-mai-KHaana se aagaah
yak jur.a badal varna ye mindiil dhar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
hadiis-e-dil kisii darvesh-e-be-galiim se puuchh
KHudaa kare tujhe tere maqaam se aagaah
Allama Iqbal
Ghazal
aagah to rahiye us kii tarz-e-rah-o-ravish se
aane me.n us ke lekin kis ko KHabar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
raaz-e-Gam se hame.n aagaah kiyaa KHuub kiyaa
kuchh nihaayat hii nahii.n aap ke ehsaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
dil kuchh aagaah to ho sheva-e-ayyaarii se
is liye aap ham aate hai.n tirii ghaato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
kun-fakaa.n ke bhed se maulaa mujhe aagaah kar
kaun huu.n mai.n gar yahaa.n par duusraa ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kyaa jaaniye sayyad the haq aagaah kahaa.n tak
samjhe na ki siidhii hai mirii raah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
mai.n ashko.n kii tarah is dard ko bhii zabt kar letaa
mujhe aagaah to kartaa ubharne se zaraa pahle
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dil-e-aagaah me.n kyaa kahiye 'jigar' kyaa dekhaa
lahre.n letaa hu.aa ik qatre me.n dariyaa dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
us bazm me.n nahii.n ko.ii aagaah-e-dard kab
vaa.n KHanda zer-e-lab idhar ashk-e-nihaa.n nahii.n