SEARCH RESULTS
Showing search results for "aagahii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aagahii"
PAGE MATCHES FOR "aagahii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aagahii"
Ghazal
achchhii bhalii thii duniyaa guzaare ke vaaste
uljhe hu.e hai.n apnii hii KHud-aagahii se ham
Nida Fazli
Ghazal
saaqii-ba-jalva dushman-e-iimaan-o-aagahii
mutrib ba-naGma rahzan-e-tamkiin-o-hosh hai
Mirza Ghalib
Sher
aagahii karb vafaa sabr tamannaa ehsaas
mere hii siine me.n utre hai.n ye KHanjar saare
Bashir Farooqi
Ghazal
KHudaa ne kyuu.n dil-e-dard-aashnaa diyaa hai mujhe
is aagahii ne to paagal banaa diyaa hai mujhe
Saqi Amrohvi
Sher
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
aashob-e-aagahii kii shab-e-be-kanaar me.n
tere liye 'jamiil' ko.ii sochtaa to hai
Jameel Malik
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm o hikmat rahzan-e-saamaan-e-ashk-o-aah hai
ya.anii ik almaas kaa Tuk.Daa dil-e-aagaah hai




