SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-insaaniyat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aalam-e-insaaniyat"
Ghazal
fazaa-e-aalam-e-insaaniyat kaa afsaana
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n kaa hissa hai
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Jigar Moradabadi
Nazm
ye kaisi jang hai
nikal ke dekho kabhii atomii hisaaro.n se
tamaam aalam-e-insaaniyat hai sharminda
Shariq Adeel
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aalam-e-insaaniyat"
Ghazal
'aalam'-e-shauq me.n shaamil hai zamaane kii ramaq
saahab-e-zauq samajhdaar sune.n Gaur kare.n
Afroz Alam
Ghazal
qatl hote hai.n yahaa.n naara-e-elaan ke saath
vaz.a-daarii to abhii aalam-e-saffaak me.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
soch agar badlii nahii.n to faa.eda 'aalam' nahii.n
aab-e-zamzam pii ke kyaa tum paarsaa ho jaa.oge
Zaheer Alam
Ghazal
'aalam' dil-e-asiir ko samjhaa.uu.n kis tarah
kam-baKHt e'tibaar ke qaabil nahii.n hai vo
Alam Khursheed
Ghazal
chashme kii tarah 'aalam' ash.aar phuuTte hai.n
koh-e-giraa.n kii suurat me.n bhii ubal rahaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
be-sabab ham se KHafaa ho ga.ii duniyaa 'aalam'
ham ne likkhaa hai kahaa.n qissa-e-jaa.n se aage
Alam Khursheed
Ghazal
KHushii ke laakh vasaa.el KHariid lo 'aalam'
dil-e-shikasta magar pur-malaal rahtaa hai
Alam Khursheed
Ghazal
ajiib dhu.nd hai mai.n apnii haar me.n 'aalam'
shikast-e-gumbad-o-mehraab dekh letaa huu.n
Alam Khursheed
Sher
'aalam' dil-e-asiir ko samjhaa.uu.n kis tarah
kam-baKHt e'tibaar ke qaabil nahii.n hai vo
Alam Khursheed
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n rahtaa huu.n mai.n magar 'aalam'
har ek lamha miraa ghar bulaa rahaa hai mujhe
Alam Khursheed
Ghazal
badlii badlii sii nazar aatii hai duniyaa 'aalam'
bas mizaaj-e-KHas-o-KHaashaak badal jaane se
Alam Khursheed
Ghazal
nazar jhukaa.e kha.Dii hai.n aqiidate.n 'aalam'
shikast-e-gumbad-o-mehraab dekhne ke liye
Alam Khursheed
Ghazal
mushkile.n gher ke baiThii hai.n miraa ghar 'aalam'
ab zaraa halqa-e-ahbaab nazar to aa.e