SEARCH RESULTS
Showing search results for "aale"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aale"
Sher
saahil ke sukuu.n se kise inkaar hai lekin
tuufaan se la.Dne me.n mazaa aur hii kuchh hai
Aale Ahmad Suroor
Sher
ham jis ke ho ga.e vo hamaaraa na ho sakaa
yuu.n bhii hu.aa hisaab baraabar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jis ne kiye hai.n phuul nichhaavar kabhii kabhii
aa.e hai.n us kii samt se patthar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
PAGE MATCHES FOR "aale"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aale"
Tanz-o-Mazah
Aale Ahmad Suroor
Sher
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
KHayaal jin kaa hame.n roz-o-shab sataataa hai
kabhii unhe.n bhii hamaaraa KHayaal aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Sher
aatii hai dhaar un ke karam se shu.uur me.n
dushman mile hai.n dost se behtar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Nazm
barsat ki bahaaren
khaa puuriyaa.n kisii ko hai.n lag rahe maro.De
aate hai.n dast jaise dau.De.n iraaqii gho.De
Nazeer Akbarabadi
Sher
bastiyaa.n kuchh hu.ii.n viiraan to maatam kaisaa
kuchh KHaraabe bhii to aabaad hu.aa karte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
log tanhaa.ii kaa kis darja gilaa karte hai.n
aur fankaar to tanhaa hii rahaa karte hai.n














