SEARCH RESULTS
Showing search results for "aano.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aano.n"
PAGE MATCHES FOR "aano.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aano.n"
Ghazal
ye aa.ino.n kii tarah dekh-bhaal chaahte hai.n
ki dil bhii TuuTe.n to phir se ju.Daa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ro.e.nge merii yaad me.n mahr o mah o nujuum
in aa.ino.n me.n aks-e-qalaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
mere ashko.n ne ka.ii aa.nkho.n me.n jal-thal kar diyaa
ek paagal ne bahut logo.n ko paagal kar diyaa
Rahat Indori
Nazm
ek makDa aur makkhi
Gairo.n se na miliye to ko.ii baat nahii.n hai
apno.n se magar chaahiye yuu.n khi.nch ke na rahnaa
Allama Iqbal
Ghazal
zard gulaab aur aa.iino.n ko chaahne vaalii
aisii dhuup aur aisaa saveraa phir nahii.n hogaa
Sarvat Husain
Ghazal
kaash dekho kabhii TuuTe hu.e aa.iino.n ko
dil shikasta ho to phir apnaa paraayaa kyaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
dekhte hii dekhte shahro.n kii raunaq ban gayaa
kal yahii chehra hamaare aa.ino.n par baar thaa
Rahat Indori
Sher
jam ga.ii dhuul mulaaqaat ke aa.iino.n par
mujh ko us kii na use merii zaruurat ko.ii
Asad Badayuni
Ghazal
jin me.n ye vasf ho ki chhupaa le.n har ek daaG
un aa.ino.n kii aaj ba.Dii dekh-bhaal hai





