SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaqibat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aaqibat"
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-shama astii o dar shola do-resha-e-tuu
aaqibat-soz bavad saaya-e-andesha-e-tuu
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
tiisraa mushiir
mai.n to is kii aaqibat-biinii kaa kuchh qaa.il nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Galat kahuu.n to mirii aaqibat biga.Dtii hai
jo sach kahuu.n to KHudii be-naqaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
PAGE MATCHES FOR "aaqibat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aaqibat"
Ghazal
thaa jis pe va.ada-e-firdaus-o-aaqibat kaa madaar
vo raat ham sar-e-kuu-e-butaa.n guzaar aa.e
Mustafa Zaidi
Ghazal
tarab hai sheva-e-rindaan-e-aaqibat-naa-shanaas
jo gul na thaa vo gulistaa.n me.n muskuraa na sakaa
Nushur Wahidi
Ghazal
mustaGyaana to jo kare pahle hii suluuk
'aashiq ko fikr-e-aaqibat-kaar kyuu.n na ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
hamaaraa hashr to jo kuchh hu.aa hu.aa lekin
du.aa ye hai ki tirii aaqibat sa.nvar jaa.e





