SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaqibat"
Nazm MATCHES FOR "aaqibat"
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-shama astii o dar shola do-resha-e-tuu
aaqibat-soz bavad saaya-e-andesha-e-tuu
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
tiisraa mushiir
mai.n to is kii aaqibat-biinii kaa kuchh qaa.il nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
dastur sazi ki koshish
daur-e-'aflaatuun'-o-'tulsii-das' se 'iqbaal' tak
history kal shaa.iro.n kii is kametii ne pa.Dhii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
kasrat-e-aulad
suniye ik naa-aaqibat-andesh kii fariyaad hai
kah rahaa hai vo mujhe apnii javaanii yaad hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
bhagwan-kirshn
fikr-e-duniyaa-o-aaqibat hii nahii.n
zaamin-e-do-jahaa.n hai meraa kirshn
Charkh Chinioti
Nazm
maulana abul-kalam ka janaza dekh kar
nekiyo.n kaa aaqibat me.n nek hii anjaam hai
hai yahii insaaniyat baaqii KHudaa kaa naam hai
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
bhagwan-ram
rahbar-e-insaaniyat terii aqiidat ke tufail
ham ne Galba paa liyaa hai gardish-e-ayyaam par
Charkh Chinioti
Nazm
main hun
udhar hai aaqibat kii fikr Gaalib
idhar jaam-o-subuu hai aur mai.n huu.n
Narayan Das Puri
Nazm
sawal-o-jawab kaun kare
dil ko isyaa.n-navaaz kaun kare
aaqibat ko KHaraab kaun kare
Narayan Das Puri
Nazm
saza
tum jis zamiin par ho mai.n us kaa KHudaa nahii.n
pas sar-ba-sar aziyyat o aazaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
taj-mahal
taaj tere liye ik maz.har-e-ulfat hii sahii
tujh ko is vaadi-e-ra.ngii.n se aqiidat hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa