SEARCH RESULTS
Showing search results for "aastaana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aastaana"
Ghazal
ka.abe ko dil kii ziyaarat ke liye jaataa huu.n
aastaana hai haram mere sanam-KHaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
'faraaz' dar-KHur-e-sajda har aastaana nahii.n
ham apne dil ke havaale se dar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ziina sabaa kaa Dhuu.nDtii hai apnii musht-e-KHaak
baam-e-buland yaar kaa hai aastaana kyaa
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aastaana"
Ghazal
kise nasiib ho sajda ye aur baat hai 'kaif'
har ik jabii.n ke qariib un kaa aastaana hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
dil kaar-gaah-e-fikr o 'asad' be-navaa-e-dil
yaa.n sa.ng-e-aastaana-e-'bedil' hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
sar-e-niyaaz ko teraa hii aastaana hu.aa
sharaab-KHaana hu.aa yaa qimaar-KHaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
mai.n us dayaar me.n bhejaa gayaa huu.n sar de kar
qadam qadam pe jahaa.n aastaana pa.Dtaa hai