SEARCH RESULTS
Showing search results for "aastaana"
Nazm MATCHES FOR "aastaana"
Nazm
zauq-e-shairana
hai tavaaf ab bhii jaarii tire aastaa.n kaa lekin
nahii.n mil sakaa jabii.n ko tiraa sa.ng-e-aastaana
Rabia Sultana Nashad
Nazm
hum teri takzib kar sakte nahin
pa.De rahne se
vo jaa aastaana dil kaa ban saktii nahii.n
Parveen Tahir
Nazm
jawab-e-shikwa
KHema-e-aflaak kaa istaada isii naam se hai
nabz-e-hastii tapish-aamaada isii naam se hai
Allama Iqbal
Nazm
wo kamra yaad aata hai
sanjiida ustaanii banii baiThii.n
magar sab muntazir is baat kii
Javed Akhtar
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iltija-e-musafir
vo sham-e-baargah-e-KHaandaan-e-murtazvii
rahegaa misl-e-haram jis kaa aastaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
main aur tu
aur zanjiir-e-rifaaqat se gurezaa.n diivaar
apne pindaar ke nashshe me.n sadaa istaada
Ahmad Faraz
Nazm
bahut ghuTan hai
vo falsafe jo har ik aastaa.n ke dushman the
amal me.n aa.e to KHud vaqf-e-aastaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHud-kushi
mu.nh basore rahguzaaro.n se lipaTte, sogvaar
ghar pahu.nchtaa thaa mai.n insaano.n se uktaayaa hu.aa
Noon Meem Rashid
Nazm
rishwat
KHuub haq ke aastaa.n par aur jhuke apnii jabii.n
jaa.iye rahne bhii diije naaseh-e-garduu.n-nashii.n
Josh Malihabadi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
magar samaavii KHiraam vaale
jo past o baalaa ke aastaa.n par jame hu.e hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
israfil ki maut
masjido.n ke aastaan-o-gumbad-o-miinaar chup
fikr kaa sayyaad apnaa daam phailaa.egaa kyaa
Noon Meem Rashid
Nazm
bachpan ka wo zamana
ik garm istirii ko chehre pe aap phere.n
umda hai meraa nusKHa hai shart aazmaanaa