SEARCH RESULTS
Showing search results for "achak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "achak"
Mazahiya
KHushii kaa jazba ubhartaa to dum uchak jaatii
ko.ii udaas jo hotaa to dum laTak jaatii
Adil Lakhnavi
Ghazal
mire dil ke dariiche se uchak kar jhaa.nktii baahar
gulaabii e.Diyo.n vaalii anokhii aazmaa.ish hai
Kaami Shah
Nazm
kashT
phir aa.nkho.n ko chuumnaa us kaa uchak uchak kar
duur haTnaa aur dekhnaa mujh ko ThiThuk ThiThuk kar
Aitbar Sajid
PAGE MATCHES FOR "achak"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "achak"
Ghazal
is tarah yaad tirii aa ke uchak le mujh ko
daf.atan bhii.D me.n chalte hu.e tanhaa ho jaa.uu.n
Sarfraz Nawaz
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
chaahtii thii luu.n libaade ko uchak
mudda.ii ko duu.n sar-e-maidaan zak
Ismail Merathi
Ghazal
vo kaisaa josh thaa bachcho.n me.n bhii shahaadat kaa
uchak rahe the jo panjo.n ke bal qataaro.n me.n
Abdussamad Khan Qaiser
Ghazal
jo.n galii me.n mujhe aate hu.e dekhaa to vo shoKH
apnii chaukhaT se uchak jhaT se gayaa paT se lipaT
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aa.nkho.n se mire nii.nd uchak le gayaa ko.ii
KHvaabo.n me.n bhii ab us kii ziyaarat nahii.n hotii
Ameer Hamza Aazmi
Nazm
kaenati gard mein barsat ki ek sham
aasmaan me.n ko.ii uqaab chhapaa hai
jo hamaarii zindagiyo.n ke chuuze uchak rahaa hai
Zahid Imroz
Nazm
mehman-e-KHosusi
ek kursii pe kisii tarah uchak kar pahu.nche
aur phir dha.D se khule kashf-o-karaamaat ke dar
Raza Naqvi Vahi
Mazahiya
aisaa na ho babban ko ko.ii chiil uchak le
na.ngaa use dekhaa kabhii banyaan me.n dekhaa














