SEARCH RESULTS
Showing search results for "adab-aadaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "adab-aadaab"
Nazm
KHidmat-e-adab
jab tak adab-baraa-e-adab kaa rahaa KHayaal
adbaar-o-muflisii se rahe ham shikasta-haal
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
jise bhii ho.n adab-aadaab dekh saktaa hai
ko.ii bhii shaKHs tire KHvaab dekh saktaa hai
Jamal Ehsani
PAGE MATCHES FOR "adab-aadaab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "adab-aadaab"
Ghazal
'adam' ba.De adab-aadaab se hasiino.n ne
hame.n sitam kaa nishaana banaa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mahfil ne tirii apnaa bharam tak nahii.n rakkhaa
kyaa KHaak barat.te adab-aadaab vaGaira
Ahtamam Sadiq
Ghazal
tum ne samjhaa.e mirii soch ko aadaab adab
lafz o ma.anii se ulajhnaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Sher
har baat dil kii lab pe nahii.n laanaa laazmii
kuchh guftuguu me.n bhii adab aadaab chaahiye
Zyesha Usmaan
Ghazal
ham jo Gusse me.n bipharte hai.n to rab shaahid hai
KHaandaanii adab-aadaab nikal aate hai.n
Adnan Asar
Ghazal
taviil marhala-e-shauq hogaa tai kyuu.nkar
abhii talak adab-aadaab me.n pha.nsaa hu.aa huu.n

